السلام عَلَيْكُم ورحمة الله وبركاتة
آج کا سوال: کیا زکوۃ کی رقم سے کسی شخص کاقرض اتارا جا سکتا ہے؟
جواب:اگر کوئی شخص مستحق زکوۃ ہے اور مقروض بھی ہے تو زکوۃ کی رقم سے اس کا قرض اتارا جا سکتا ہے۔ اس شخص کو یہ بتائے بغیر بھی دی جاسکتی ہے کہ یہ رقم زکوۃ کی ہے جبکہ اندیشہ ہو کہ خودداری کی وجہ سے نہیں لے گا۔
تفہم المسائل،جلد نمبر 4
--------------------------------------
Aaj ka sawal: Kya Zakat ki raqam se kisi shakhs ka qarz utara ja sakta hai?
Jawab: Agar koi shakhs mustahiq-e-Zakat hai aur maqrooz bhi hai to Zakat ki raqam se us ka qarz utara ja sakta hai. Is shakhs ko ye bataye baghair bhi diya ja sakti hai ke ye raqam Zakat ki hai, jabke andesha ho ke khuddari ki wajah se nahi lega.
Tafheem-ul-Masaail, Jild Number 4