السلام عليكم
آج کا سوال :
ایک شخص جو صبح سحری میں اٹھا جس پر غسل فرض تھا اب وہ پہلے غسل کرے گا یا سحری کھائے گا؟
جواب: اگر وقت اتنا ہے کہ وہ اطمینان کیساتھ غسل کر کے سحری کھا سکتا ہے تو اس کیلئے لازم ہے کہ وہ پہلے غسل کرے گا۔ البتہ اگر سحری میں وقت کم ہے تو پہلے وہ وضو کر کے سحری کھائے گا پھر غسل کر کے نماز پڑھے گا۔ اگر نماز قضاء ہو گئی تو سخت گنہگار ہوگا۔
نوٹ : روزے کی حالت میں غرارہ اور ناک میں اوپر تک پانی نہیں پہنچا ئیں گے یعنی صرف وضوء کی طرح ناک اور منہ میں پانی ڈالنا کافی ہوگا۔
----------------------------------------
Aaj Ka Sawal:
Ek shakhs jo subah sehri mein utha jis par ghusl farz tha, ab woh pehle ghusl karega ya sehri khayega?
Jawab:
Agar waqt itna hai ke woh itminan ke saath ghusl karke sehri kha sakta hai, to uske liye laazim hai ke woh pehle ghusl kare. Albata agar sehri ka waqt kam hai, to pehle woh wuzu karke sehri khayega, phir ghusl karke namaz padhega. Agar namaz qaza ho gayi to sakht gunahgaar hoga.
Note:
Roze ki haalat mein gharaara aur naak mein upar tak paani nahi pahunchayen, yani sirf wuzu ki tarah naak aur munh mein paani dalna kaafi hoga.