8.00 - 18.00 ادارہ کے اوقات کار: پیر سے ہفتہ

غسل کرنے کا طریقہ

غسل کرنے کا طریقہ

السلام عليكم
بسم اللہ الرحمن الرحيم
آج کا سوال:

روزے کی حالت میں احتلام ہونے سے روزہ ٹوٹ جاتا ہے یا نہیں نیز روزے کی حالت میں غسل کرنے کا کیا طریقہ ہے؟
جواب : روزے میں احتلام ہونے سے روزہ نہیں ٹوٹتا ہے، لہذا کسی روزہ دار کو سونے کی حالت میں احتلام ہو جائے نیند سے جاگنے کے بعد جتنی جلدی ہو سکے غسل کر لینا چاہیے، بلا وجہ غسل میں تاخیر نہ کرے، تا کہ روزے کا زیادہ سے زیادہ وقت پاکی میں گزرے، نیز غسل میں اتنی تاخیر کرنا کہ نماز قضا ہو جائے گناہ ہے_
نوٹ : روزہ میں غسل جنابت کا وہی طریقہ ہے جو عام حالات میں ہے، البتہ روزہ کی وجہ سے ناک میں اوپر ناک کی نرم ہڈی تک پانی نہیں ڈال سکتا اور نہ غرارہ کر سکتا ہے، (کیوں کہ اس سے حلق کے اندر پانی جانے کا قوی اندیشہ ہے ) لہذا صرف کلی کرلے اور ناک میں پانی ڈال لے تو غسل صحیح ہو جائے گا۔ 

-------------------------------------

Aaj ka Sawal:

Roze ki haalat mein ihtelam hone se roza toot jata hai ya nahi? Naze roza ki haalat mein ghusl karne ka kya tareeqa hai?

Jawab:
Roze mein ihtelam hone se roza nahi tootta hai, lihaza agar kisi rozedaar ko sone ki haalat mein ihtelam ho jaye to neend se jaagne ke baad jitni jaldi ho sake ghusl kar lena chahiye. Begair wajah ghusl mein takheer na karein taake roze ka zyada se zyada waqt paaki mein guzaray. Naze, ghusl mein itni takheer karna ke namaz qaza ho jaye gunaah hai.

Note:
Roze mein ghusl-e-janabat ka wahi tareeqa hai jo aam haalat mein hota hai. Albata, roza hone ki wajah se naak mein oopar (naak ki naram haddi tak) paani nahi dal sakta aur na hi gharaara kar sakta hai, (kyunki is se halaq ke andar paani jaanay ka qawi andesha hota hai). Lihaza sirf kuli kar lein aur naak mein paani daal lein to ghusl saheeh ho jaye ga.



مزید پوسٹ: