السلام عليكم
بسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيمِ
سردی کے موسم میں غریبوں کے ساتھ زیادہ سے زیادہ تعاون کریں
رسول اکرم ﷺ نے ارشاد فرمایا :
بیواؤں اور مسکین پر خرچ کرنے والا اللہ عز وجل کی راہ میں جہاد کرنے والے کی مثل ہے (یعنی ثواب میں ) یا اس شخص کی مثل ہے جو دن میں روز ہ رکھتا ہے اور رات میں اللہ عزوجل کی عبادت میں کھڑا رہتا ہے ۔
صحیح البخاری کتاب الادب باب الساعی من الارملتہ
---------------------------------------
The Prophet (PBUH) said:
He who strives for the widows and the poor is like one who strives in the way of Allah or one who fasts during the day and worships at night.
(Sahih Al-Bukhari, Kitab-ul-Adab, Bab Al-Sa'i mun Al- rmalta)
----------------------------------------------------
Sardi ke mausam mein ghareebon ke saath zyada se zyada taawun karein.
Rasool Akram ﷺ ne irshad farmaya:
"Beewaaon aur miskeen par kharch karne wala Allah (عز وجل) ki raah mein jihaad karne wale ki misl hai (yani sawab mein) ya us shakhs ki misl hai jo din mein roza rakhta hai aur raat mein Allah (عز وجل) ki ibadat mein khada rehta hai."
(Sahih Al-Bukhari, Kitab-ul-Adab, Bab Al-Sa'i mun Al- rmalta).
نوٹ : سردی کے موسم میں غریب لوگوں کی طرف توجہ کیجئے
نئے گرم کپڑے لے کر دیں یا وہ گرم کپڑے جو آپ کے استعمال سے زیادہ میں ان کو صاف ستھرا کیجئے اچھے سے تہہ لگا کر عزت کیسا تھ غریبوں اور محتاجوں تک پہنچائیں۔
Note:
Sardi ke mausam mein ghareeb logon ki taraf tawajju dein.
Naye garam kapry lekar dein ya woh garam kapde jo aap ke istemal se zyada hain, unhein saaf suthra karke, achhi tarah teh laga kar aur izzat ke saath ghareebon aur mohtaajon tak pohnchayein.