السلام عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمِ
حضرت عبداللہ ابن مسعود رضی اللہ تعالیٰ عنہ فرماتے ہیں کہ
نبی اکرم ﷺ نے ارشاد فرمایا:
جس شخص کے دل میں ذرا سا بھی تکبر ہو گا وہ جنت میں نہیں جائے گا ایک شخص نے عرض کی: یا رسول اللہ ﷺ ہر شخص یہ چاہتا ہے کہ صاف ستھرے کپڑے پہنے، سر میں تیل لگا کر رکھے (نئے جوتے پہنے ) جوتوں کے تسمے تک نئے ہوں آپ ﷺنے فرمایا: وہ تو جمال ہے اور اللہ تعالی جمال کو پسند کرتا ہے۔ تکبر سے مراد ا ترانا اور لوگوں کو حقیر جانتا ہے۔
مستدرک للحاکم حدیث نمبر 69
-------------------------------------------------
Hazrat Abdullah Ibn Masood (RA) farmate hain ke:
Nabi-e-Akram ﷺ ne irshad farmaya: Jis shakhs ke dil mein zara sa bhi takabbur hoga, woh jannat mein nahi jaega. Ek shakhs ne arz ki: Ya Rasool Allah ﷺ! Har shakhs yeh chahta hai ke saaf suthray kapray pehne, sar mein tail lagaaye rakhe (naye jootay pehne), jooton ke tasmay tak naye hon. Aap ﷺ ne farmaya: Wo to jamaal hai aur Allah Ta'ala jamaal ko pasand karta hai. Takabbur se muraad hai apne aap ko afzal samajhna aur logon ko haqeer jan'na.
Mustadrak lil-Hakim, Hadees No. 69