السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
فتنه دجال:
حضور خاتم النبيين ﷺ نے ارشاد فرمایا
کیا میں تمھیں دجال کے متعلق ایسی خبر نہ دوں جو کسی نبی نے آج تک اپنی قوم کو نہیں بتائی؟
بے شک وہ کانا ہے اور اپنے ساتھ جنت اور دوزخ جیسی چیز بھی لائے گا۔ در حقیقت جسے وہ جنت کہے گا وہ آگ ہوگی اور جس کو وہ جہنم کہے گاوہ دراصل جنت ہوگی ، نیز میں تمھیں اس سے خبر دار کرتا ہوں جس طرح حضرت نوح علیہ السلام نے اپنی قوم کو اس سے ڈرایا تھا۔
بخاری شریف حدیث نمبر 3338
اللہ تعالیٰ ہمیں اور ہماری نسلوں کو فتنہ دجال سے محفوظ فرمائے۔
آمین یا رب العالمین
------------------------------
Fitna-e-Dajjal:
Huzoor Khatam-un-Nabiyyin ﷺ ne irshaad farmaya:
"Kya main tumhein Dajjal ke mutaalliq aisi baat na bataun jo kisi Nabi ne aaj tak apni qaum ko nahi batayi? Beshak woh kana hai, aur apne saath jannat aur dozakh jaisi cheez bhi laye ga. Dar haqeeqat jise woh jannat kahe ga woh aag hogi, aur jise woh jahannum kahe ga, woh asal mein jannat hogi. Aur main tumhein us se waise hi khabardaar karta hoon jaise Hazrat Nooh (A.S) ne apni qaum ko daraaya tha."
Bukhari Shareef, Hadees No. 3338
Allah Ta'ala humein aur hamari nasalon ko fitna-e-Dajjal se mehfooz farmaaye.
Aameen Ya Rabbal Aalameen.