8.00 - 18.00 ادارہ کے اوقات کار: پیر سے ہفتہ

اعتکاف اور شب قدر

اعتکاف اور شب قدر

السلام عَلَيْكُم ورحمة الله وبركاته
بسم اللہ الرحمن الرحيم
اعتکاف اور شب قدر:
حضور خاتم النبیین ﷺنے ارشاد فرمایا:
میں نے لیلتہ القدر کی تلاش میں پہلے عشرہ میں اعتکاف کیا، پھر درمیانی عشرہ میں اعتکاف کیا، پھر
میرے پاس فرشتہ آیا اور مجھے وحی کی گئی کہ لیلتہ القدر کی یہ رات آخری عشرہ میں ہے۔ لہذا تم میں سے جو شخص (اس آخری عشرے کا ) اعتکاف کرنا چاہے تو وہ اعتکاف کرے۔ چنانچہ لوگوں نے آپ ﷺ کیساتھ اعتکاف کیا۔ آپ  نے فرمایا کہ مجھے دکھایا گیا کہ وہ رات (رمضان کے آخری عشرے کی ) طاق راتوں میں ہے۔ ـ

صحیح مسلم باب فضل لیلتہ القدر)

--------------------------------------
The Prophet said:
I did I'tikaaf in the first Ishra in search of Lailat-ul-Qadr, then I did I'tikaf in the middle Ishra, then an angel came to me and it was revealed to me that this night of Laylat-ul-Qadr is in the last Ishra. Therefore whoever among you wants to I'tikaf (of this last decadedo), then he should do I'tikaf. So people did itikaf with you. The Prophet(ﷺ) said: I was shown that night  (of the last decade of Ramadan)in the odd nights
Sahih Muslim Sharif

-----------------------------------

Huzoor Khatam-un-Nabiyeen ﷺ ne irshad farmaya:

"Main ne Lailatul Qadr ki talash mein pehle ashre mein itikaf kiya, phir darmiyani ashre mein itikaf kiya, phir mere paas farishta aaya aur mujhe wahi ki gayi ke Lailatul Qadr ki yeh raat aakhri ashre mein hai. Lehaza tum mein se jo shakhs (is aakhri ashre ka) itikaf karna chahe to woh itikaf kare."

Chunanchah logon ne aap ke saath itikaf kiya. Aap ne farmaya: "Mujhe dikhaya gaya ke woh raat (Ramzan ke aakhri ashre ki) taaq raaton mein hai."

(Sahih Muslim, Bab Fazail lila-tul-Qadr)


مزید پوسٹ: