السلام عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيمِ
حضور خاتم النبیین ﷺ نے ارشاد فرمایا:
عقل مند وہ ہے جو عاجزی اختیار کرے اور اپنی آخرت کیلئے عمل کرے اور محروم ہے وہ شخص، جو نفسانی خواہشات سے باز نہ آئے اور اللہ تعالیٰ سے ثواب کی امید رکھے۔
مستدرك للحاكم حديث نمبر 191
-------------------------------------------------------
Huzoor Khatam-un-Nabiyeen ﷺ ne irshad farmaya:
Aqalmand woh hai jo aajzi ikhtiyar kare aur apni aakhirat ke liye amal kare, aur mehroom hai woh shakhs jo nafsani khwahishat se baaz na aaye aur Allah Ta'ala se sawab ki umeed rakhe.
Mustadrak lil-Hakim Hadees Number 191