السلام عليكم
اللہ تعالی کا فرمان عالیشان ھے:
مگر انسان ( ایسا ہے ) کہ جب اس کا رب اسے ( راحت و آسائش دے کر ) آزماتا ہے اور اسے عزت سے نوازتا ہے اور اسے نعمتیں بخشتا ہے تو وہ کہتا ہے : میرے رب نے مجھ پر کرم فرمایا۔ لیکن جب وہ اسے ( تکلیف و مصیبت دے کر ) آزماتا ہے اور اس پر اس کا رزق تنگ کرتا ہے تو وہ کہتا ہے : میرے رب نے مجھے ذلیل کر دیا۔
پارہ نمبر 30 سورة الفجر آیت نمبر 16/15
------------------------------
Allah Ta'ala ka farmaan aaleeshaan hai:
Magar insaan (aisa hai) ke jab uska Rab usay (raahat aur aasaish de kar) aazmata hai aur usay izzat se nawazta hai aur usay ni'matein bakshta hai, to woh kehta hai: "Mere Rab ne mujh par karam farmaya."
Lekin jab woh usay (takleef aur museebat de kar) aazmata hai aur us par uska rizq tang kar deta hai, to woh kehta hai: "Mere Rab ne mujhe zaleel kar diya."
Para no. 30, Surah Al-Fajr, Ayat no. 15/16.