السلام عليكم
اللہ تعالی کا فرمان عالیشان ہے:
اور جولوگ اپنے رب کی رضا جوئی کے لئے صبر کرتے ہیں اور نماز قائم رکھتے ہیں اور جو رزق ہم نے انہیں دیا ہے اس میں سے (پوشیدہ اور اعلانیہ دونوں طرح) خرچ کرتے ہیں اور نیکی کے ذریعہ برائی کو دور کرتے رہتے ہیں یہی وہ لوگ میں جن کے لئے آخرت کا ( حسین ) گھر ہے۔
پارہ 13 سورة الرعد آیت نمبر 22
-----------------------------------
Allah said in the Ouran:
And who remain steadfast in seeking the pleasure of their Lord, and establish Prayer, and spend (both) secretly and openly out of the sustenance We have provided, and continue eliminating evil by means of good; they are the ones for whom there is a (beautiful) home in the Hereafter.
--------------------------------------
Allah Ta'ala ka farmaan aali-shaan hai:
"Aur jo log apne Rab ki raza jooi ke liye sabr karte hain aur namaz qaim rakhte hain, aur jo rizq hum ne unhein diya hai us mein se (posheeda aur a’laaniya dono tarah) kharch karte hain, aur nek kaam ke zariye burai ko door karte rehte hain, yahi woh log hain jin ke liye aakhirat ka (haseen) ghar hai."
Para 13, Surah Ar-Ra'd, Ayat Number: 22